Menu

Govardhan – Giriraj Maharaj Parikrama Yatra

1 Day

Govardhan Braj Bhoomi ka ek ati pavitra dharmik sthal hai, jise Giriraj Maharaj ke roop me pooja jata hai. Pauranik kathao ke anusar, Bhagwan Shri Krishna ne yahin Govardhan Parvat uthakar Brajwasiyon ki raksha ki thi.

Govardhan ki parikrama yatra bhakton ke liye vishesh adhyatmik mahatva rakhti hai. Yatra ke dauran Radha Kund, Shyam Kund aur Daan Ghati Mandir jaise pavitra sthalon ke darshan hote hain. Yeh yatra bhakti, shraddha aur adhyatmik shanti ka anubhav karati hai

You can send your enquiry via the form below.

Govardhan – Giriraj Maharaj Parikrama Yatra